Zindagi Ki Daur Me Tajurba kaccha Rahgaya,
Hamne Na Sheekha Fareb Dil Bacha Rah Gaya.
Dosti Ke Beete Lamhe
Contact information, map and directions, contact form, opening hours, services, ratings, photos, videos and announcements from Dosti Ke Beete Lamhe, Library, Allahabad.
Dosti aur pyar nadi kinare tahlne gaye
pyar Nadi Me Gir Gaya Kyo ki pyar andha hota hai,
Uske sath Dosti bhi Gir gayi,
kyo Ki dosti Kabhi kisi ka sath nai chodti
Badal Raha Hu, Dil Ko Baccho ki Tarah,
Kyo Ki Janta Hu Bachpan Ke Wo Beete Hue Pal Wapas Nahi Aate.
11/05/2016
23/02/2016
जिंदगी उसी को आजमाती है,
जो हर मोडपर चलना जानता है..।।
कुछ पा कर तो हर कोई मुस्कुराता है,
जिंदगी उसी की है ....
जो सबकुछ खो कर भी मुस्कुराना जानता है..।।
Zindagi To Apne Dam pe Ji Jati Hai Mere Dost,
Warna 4 logo ka Sahara To Janaje Me Milta Hai,
******
25/01/2016
Watan Hamara Aisa Koi Na Chhod
Paaye, Rishta Hamara Aisa Koi Na
Tod Paaye, Dil Ek Hai Ek Jaan Hai
Hamari, Hindustan Hamara Hai Hum
Iski Shaan Hain. Happy Republic Day.
Ek Saal Me 50 Dost Banana Aam Baat Hai,
Lekin 50 Saal Tak Ek Hi Dost Se Dosti Nibhana khaas Baat Hai,
Tumhari Umar Sabse Lambi Ho Khuda
Ko Kabhi Tumhari Jaroorat Ho
Ho Bhi To Mere Baad Ho Mere
Dost Humesha Tum Muskarate Raho
Zindagi Ke Har Saal Yunhi Jite Raho.
Pyar ki kami ko Pahchante hai,
Ham duniya ke gamo ko Bhi jante hai,
Aap jaise dosto ka Sahara hai tabhi to har Waqt apse hi se haste hai
Rishtey Chahe Kitne Bure Ho Unhe Todna Mat,
Kyo Ki...
Pani Chahe Kitna Ganda Ho Per Aag Bhujane Me Kam To Deta Hai,
Vishwas Ek Chhota Sabd Hai,
Usko Padhne Me 1 Second Lagta Hai,
Socho To Minut Lagta Hai,
Samjho To Din Lag Jata Hai,
Par
Saabeet Karne Me zindagi Lag Jati Hai.
Click here to claim your Sponsored Listing.
Location
Category
Website
Address
Allahabad
0532
